Dosto ye kahani ek imaandar lakadhara ki hai jo bahut hi imaandar hota hai
Size: 74.75 KB
Language: en
Added: Sep 10, 2018
Slides: 3 pages
Slide Content
Imaandar lakadhara Hello dosto ye kahani hai ek imaandar lakadhare ki jo bahut hi imaandar hota hai . Ye lakadhara apne pariwar ke sath ek gaon me rahta tha . Wo bahut hi garib hota hai aur uski family ussi per nirbhar hoti hai . lakadhara jungle se lakadiya kat kar unhe gaon me bech deta tha aur jo paise usse iske badle me milte the uss se wo apne pariwar ka gujara karta tha .
Ek bar ki baat hai jab lakadhara gaon me lakdiya katne jata hai to weh ek nadi ke kinare ped se lakadiya kat ta hai ki achanak lakadhare ki kulhari uske hath se chut jati hai aur pani me gir jati hai . ab wah imaandar lakadhara kafi pareshan hota hai ki tabi nadi se pani ke dewta prakat hote hai aur lakadhare se puchte hai tum kyu pareshaan ho to lakarhara kahta Hai ki uski kulhari nadi me gir gayi hai . isper weh devta pani ke ander jaa kar ek sone ki kulhari late
hai aur uss lakadhare se puchte hai kya ye kulhari tumhari hai to lakadhara mna kar deta hai fir devta chandi ki kulhari nadi se late hai to issper bhi lakadhara mana kar deta hai . Tisri bar devta nadi me se lakadhare ki hi kulhadi late hai jise dekh kar lakadhara kafi kush hota hai aur ye sab dekh Kar devta bahut prasan hote hai aur inaam me imaandar lakadhare ko sone ki aur chandi ki kulhari bhi de dete hai . http ://www.knowledge4u.info/ek-lakadhara-aur-vyapari-ki-kahani-inspirational-hindi/